Ya To Daulat Ki Aarzoo Hai Tujhe by Agam Kumar Nigam (2009)

2 views

Ya toh daulat ki aarzoo hai tujhe
Ya koi mujhse bhi jyaada tera deewana hai

Iss tarah raat din chaahat mein tadapaata nahi koyi
Jaise dil todke gaye ho, aise dil todke jaata nahi koi – [2]
Ya toh daulat ki aarjoo hai tujhe
Ya koyi mujhse bhi jyaada tera deewana hai

Pal mein tum to badal gaye ho aur badle hai iraade
Sheeshe ki tarah se tute ishq ke saare waade

Daulat ke aage toh dekho pyaar hamesha haara
Dekh lo meri saansein bhi unpe hai naam tumhara
Ya toh shoharat ki justajoo hai tujhe
Ya alag hone ka phir se koyi bahaana hai
Ya toh shoharat ki justajoo hai tujhe
Ya alag hone ka phir se koyi bahaana hai

Iss tarah raat din chaahat mein tadapaata nahi koyi
Jaise dil todke gaye ho, aise dil todke jaata nahi koi

Dard bahot hai jakhm bahot hai, par roke kya milna
Deewano aur parwano ka kaam hai ek din jalna

Mere aansu moti samjho, ya tum samjho paani
Itna yakin hai tumse hui hai kuch na kuch nadaani
Ya toh do pal ka kuchh junun hai tujhe
Ya toh iss rishte ka naam o nishaan mitaana hai
Ya toh do pal ka kuchh junun hai tujhe
Ya toh iss rishte ka naam o nishaan mitaana hai

Iss tarah raat din chaahat mein tadapaata nahi koyi
Jaise dil todke gaye ho, aise dil todke jaata nahi koi

Ya toh shoharat ki justajoo hai tujhe
Ya alag hone ka phir se koyi bahaana hai
Iss tarah raat din chaahat mein tadapaata nahi koyi
Jaise dil todke gaye ho, aise dil todke jaata nahi koi -[2]

Ya toh daulat ki aarjoo hai tujhe
Ya koyi mujhse bhi jyaada tera deewana hai…

Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply