Tumne mohabbat ki thi
Mujhse ye chahat ki thi
Mujhko pata hi na chala
Anjaane me jaaneja
Mujhse yeh kya ho gya
Tumne mohabbat ki thi
Mujhse ye chahat ki thi
Mujhko pata hi na chala
Anjaane me jaaneja
Mujhse yeh kya ho gya
Chhodo na is tarah rooth na
Aise bhi na ho khafa
Jane bhi do jaaneja pehli ye meri khata
Nind me tha tum jaga do
Chaand chehra phir dikhado – [2]
To kehkasa hoga mera kya
Na do mujhko saza
Galtiyan ab kabhi hogi na… jaane jaana
Tumne mohabbat ki thi
Mujhse ye chahat ki thi
Mujhko pata hi na chala
Anjaane me jaaneja
Mujhse yeh kya ho gya
/
Khwab phir se tum sajja do
Jagta hoon phir sula do
Gulfisa chaha tumko sada
Phir bhi kehna sada – [2]
Pyaar ke andaaz he ye juda hairana
Tumne mohabbat ki thi
Mujhse ye chahat ki thi
Mujhko pata hi na chala
Anjaane me jaaneja
Mujhse yeh kya ho gya
Chhodo na is tarah rooth na
Aise bhi na ho khafa
Jane bhi do jaaneja
Pehli ye meri khata
Tumne mohabbat ki thi
Mujhse ye chahat ki thi
Mujhko pata hi na chala
Anjaane me jaaneja
Mujhse yeh kya ho gya…
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.