Tere Bin Soona Soona by Jojo (2009)

3 views

Yeh zamin yeh aasmaan yeh waadiyaan
Gumsum hai kyun bhala saara sama

Yeh zamin yeh aasmaan yeh waadiyaan
Gumsum hai kyun bhala saara sama
Yeh zamin yeh aasmaan yeh waadiyaan
Gumsum hai kyun bhala saara sama
Tham sa gaya yeh pal, dil na lage aajkal
Tu hi bata kya karun, kaise yahaan main rahun

Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan

Yeh nadi yeh saahilein yeh kashtiyaan
Sab puchhate hai yeh tu hai kahaan
Kya main kahun inase, dur hai tu mujhase
Kya baat hai kya huwa, kyun ho gayi tu juda
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan
https://www.facebook.com

Mere honto mein sama banake hansi
Meri jindagi mein aa leke khushi
Bhul gayi tu mujhe, yaad karu main tujhe
Aaja sanam aa bhi ja, sun le sada o meri jaan

Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply