Tera Mera Pyaar by Karthik (2010)

2 views

Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar
Aa maang duaayein aisi

Ab teri soch mein rehta hoon main
Ab tere pyaar se, mehka hoon main
Ab bewajah hassti hoon main
Ab binte masti hoon main
Ab mujhse nehti hoon main
Ab mauj mein rehti hoon main

Ab teri soch mein rehta hoon main
Ab tere pyaar se, mehka hoon main
Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar
Aa maang duaayein aisi

Tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu

Jab tu hasse, tab main hassun
Jab tu udaasi mein girti kabhi chaahun main ke tabhi
Khushi koi la do abhi
Jaanu nahi behka hoon kyun
Kyun chaandni si lagey dhoop bhi pyaare mausam sabhi
Naye huye jazbaat bhi

Ab dhoop si chadti hoon main
Ab shaam si dalti hoon main
Ab aag bin jalti hoon main
Ab neendh mein jalti hoon main

Ab teri soch mein rehta hoon main
Ab tere pyaar se, mehka hoon main

Thoda naya, thoda judaa
Lagta hai woh din tu jis din mile mera yun dil khile
Mitey khuda se bhi giley
Saara jahan ho khushnuma
Pyaara lagey raahon mein jo mile na rahe faasle
Khushi koi angdaai le

Ab pyaar ki angdaai mein
Ab bewajah sharmayi main
Ab dhoondti tanhai main
Ab toh rahun paglayi main

Ab teri soch mein rehta hoon main
Ab tere pyaar se, mehka hoon main

Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar
Aa maang duaayein aisi

Tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply