Tera Deedar Hua by Rahat Fateh Ali Khan (2012)

26 views

Yun tera muskurana, Aur aake chale jaana
Yun tera muskurana, Aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana

Tera Deedar Hua,
Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua, Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko

Yun tera muskurana, Aur aake chale jaana
Yun tera muskurana, Aur aake chale jaana

Kismat ka hai khul jaana
Tera Deedar Hua,
Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua, Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko…

Re ga ra re… Re ga ra re…

Tujhse mila toh jaagi duayein
Aur nazaro ne sajda kiya
Jannat zameen par, aayi utar ke
Khushiyon ne jaise chun sa liya

Oho..
Tujhse mila toh jaagi duayein
Aur nazaro ne sajda kiya
Jannat zameen par, aayi utar ke
Khushiyon ne jaise chun sa liya

Har manzar dilnasheen hai
Tu hi tu har kahin hai
Oh..
Teri ye adaein toh hai qatilana

Tera deedar Hua, pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa to inkaar hua, Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko

Tere bina me tanha tha hardam
Hothon pe hardam thi tishnagii
Maqsad nahi tha, sapne nahi they
Thi zindagi mein aawaragi
Tu mera rehnuma hai
Manzil hai raasta hai
O mere liye tu toh jaise
Rab ka hai nazrana
/

Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua, Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko

Yun tera muskurana, Aur aake chale jaana
Yun tera muskurana, Aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana

Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua, Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko ho.o.o…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply