Meherbaniyan by Sonu Nigam (2010)

28 views

Kitne rang aate jaate hain, aap ke do rukh saaron par
Arrey kitne rang aate jaate hain, aap ke do rukh saaron par
Ek khaya ka rang gulabi, dhoop chadi kosahron par

Kitne rang aate jaate hain, aap ke do rukh saaron par
Arrey har ek ka ada masoom hai,
Har ek adaa meherbaan

Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan
Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan

Raat ki baat hai, baat hai mere khwab ki
Aadhi raat ko haan zara zara sa halka zara zara chalka
Aasman pe raat ko, aap the ya poora chaand tha
Aadhi raat ko haan zara zara sa halka zara zara jalka

Arrey kitne rang aate jaate hain, aap ke do rukh saaron par
Har ek ka adaa masoom hai,
Har ek adaa meherbaan

Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan
Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan

Kisko hosh hai, hosh hai kisko ishq mein
Dil madhosh hai arrey bade aankh kahin, arrey bade paaon kahin
Madhoshi mein hosh hai, aap hai mere samne
Arrey mujhko thaam lo zara re
Pade aankh kahin re, pade paaon kahin

Arrey kitne rang aate jaate hain,
Aap ke do rukh saaron par
Har ek ka adaa masoom hai,
Har ek adaa meherbaan

Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan
Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply