Mat aazma re phir se bulla re
Apna banaa le hoon bekaraar
Tujhko hi chaha dil hai ye karta
Haan betahasha tujhse hi pyaar
Hasratein baar baar, baarbaar yaar ki karo
Khwaishein baar baar, baar baar yaar ki karo
Chahatein baar baar, baar baar yaar ki karo
Mannatein baar baar, baar baar yaar ki karo
Hum zaar zaar rote hain
Khud se khafa bhi hote hain
Hum ye pehle kyun na samje tum fakat mere
Dil ka karar khote hain
Kahan chain se bhi sote hain
Humne dil me kyun bichhaye shaq ye gehre
Hasratein baar baar, baarbaar yaar ki karo
Khwaishein baar baar, baar baar yaar ki karo
Chahatein baar baar, baar baar yaar ki karo
Mannatein baar baar, baar baar yaar ki karo
Tere hi khwaab dekhna teri hi raah taakna
Tere hi vaaste hi hai meri har wafa
Teri hi baat sochna, teri hi yaad odhna
Tere hi vaaste hai meri har duaa
Tera hi saath maangna
Teri hi baah thaamna
Mujhe jaana nahi kahin tere bina
Tu mujhse phir na roothna
Kabhi kahin na chhootna
Mera koi nahi yahaan tere siva
Hasratein baar baar, baarbaar yaar ki karo
Khwaishein baar baar, baar baar yaar ki karo
Chahatein baar baar, baar baar yaar ki karo
Mannatein baar baar, baar baar yaar ki karo…
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.