Main Rang Sharbaton Ka by Atif Aslam (2013)

4 views

Khwaab hai tu neend hoon main
Dono mile, raat bane
Roz yahi maangoon duaa
Teri meri baat bane, baat bane..

Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to
Mere yaar baat ban jaani

Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to
Mere yaar baat ban jaani – [2]

O yaara tujhe pyaar ki batiyaan
Kya samjaavan
Jaag ke ratiyaan roj bitaawan
Iss se aage ab main kya kahoon

Ho yaara tujhe bolti aakhiyaan
Sadke jawaan
Maang le pakhiyaan aaj duaawaan
Iss se aage ab main kya kahun

Maine toh dheere se
Neendon ke dhaage se
Bandha hai khwab ko tere

Mai na jahaan chahun
Na aasmaan chahun
Aaja hisse mein tu mere

Tu dhang chahaton ka
Main jaise koi naadani
Tu dhang chahaton ka
Main jaise koi naadani
Mujhe khud se jod de to
Mere yaar baat ban jaani

Rang sharbaton ka
Tu meethe ghat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghat ka paani

Tere khyaalon se
Tere khyaalon tak
Mera toh hai aana jaana
Mera toh jo bhi hai,
Tu hi tha tu hi hai,
Baaki jahaan hai begaana

Tum ek musafir ho
Main koyi raah anjaani
Tum ek musafir ho
Main koi raah anjaani
Mann chah mod de toh
Mere yaar baat ban jaani

Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de toh
Mere yaar baat ban jaani
Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani

Ho yaara tujhe pyaar ki baatiyan kya samjava
Jaagke ratiyaan roz bitawaan
Isse aage ab main kya kahun
Ho yaara tujhe boldi aakhiyaan, sadke jawaan
Maangle pakhiyaan aaj duawaan
Iss se aage ab main kya kahun…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply