Jiya Na Jaye by Faakhir (2005)

1 view

Honge kabhi hum juda
Honge kabhi hum juda
Maine ye socha na tha
Ye sitam, tu bataa kyu hua

Jiya na jaye
Tere bin saathiya
Yaadon mein tu hai
Raat din saathiya

Aaye aur jaayein mausam
Mujh ko tanhai ka gham
Mushkil safar, poochun kise
Manzil kahan

Dil ka to haal hai aise
Sehra mein phool ho jese
Weeran hai mera jahan

Mujh ko nahi hai khabar
Kis ki lagi hai nazar
Ye sitam, tu bataa kyu hua

Jiya na jaye
Tere bin saathiya
Yaadon mein tu hai
Raat din saathiya

Gum sum hain pagal naina
Mehfil mein tanha rehna
Oh beqadar kyon ishq ko ruswa kia

Mujh se taqdeer bhee roothi
Dil ki umeed na tooti
Tooteingee yeh khamoshiyaan

Tum the mere humsafar
Kis ki lagi hai nazar
Ye sitam, tu bataa kyu hua

Jiya na jaye
Tere bin saathiya
Yaadon mein tu hai
Raat din saathiya

Honge kabhi hum juda
Honge kabhi hum juda
Maine ye socha na tha
Ye sitam, tu bataa kyu hua

Jiya na jaye
Tere bin saathiya
Yaadon mein tu hai
Raat din…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply