Falsafa by KK (2013)

2 views

Falsafa hai tere hi to pyaar ka
Tere he didar kaa yeh falsafa
Falsafa hai tere hi toh pyaar ka
Tere he didar kaa yeh falsafa..

Bade hi gaur se, nazar ne padh liya
Unsuna lafz jo hai chahere pe likha
Bade hi gaur se, nazar ne padh liya
Unsuna lafz jo hai chahere pe likha

Falsafa hai tere hi to pyaar ka
Tere he didar kaa yeh falsafa

Neend nahi aankhon mein, jo rehti hai karvate
Aane wali ik mere, sapno ki hai aahatein
Neend nahi aankhon mein, jo rehti hai karvate
Aane wali ik mere, sapno ki hai aahatein

Jo palko pai teri, hai khaali si jagah
Wahan par rehne ka, irada hai mera
Bade hi gaur se, nazar ne padh liya
Unsuna lafz jo hai chahere pe likha

Falsafa hai tere hi to pyaar ka
Tere he didar kaa yeh falsafa..

Mere dil ka teri, dhadkan se wasta hai
Ab meri manzil ka, bus tujh mein rasta hai
Mere dil ka teri, dhadkan se wasta hai
Ab meri manzil ka, bus tujh mein rasta hai

Tujhi mein dekhli, yeh jeene ki wajah
Kadmo pe tere yeh, safar tham gaya
Bade hi gaur se, nazar ne padh liya
Unsuna lafz jo, chehre pe likha

Falsafa hai tere hi to pyaar ka
Tere he didar kaa yeh falsafa..

Bade hi gaur se, nazar ne padh liya
Unsuna lafz jo, chehre pe likha

Falsafa hai tere hi to pyaar ka
Tere he didar kaa yeh falsafa..


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply