Dum Hai To Aaja by Mahua Kamat (2011)

4 views

Main hoon toofani…
Duniya ki rani…

Main hoon toofani, duniya ki rani
Tu kya rokega, meri manmaani
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Mujhse takrane, hey dum hai to aaja

Main hoon toofani, duniya ki rani
Tu kya rokega, meri mannmaani
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Mujhse takraane, hey dum hai to aaja

Zurm hai kya, paap hai kya, jaane de
Jeete koi, kaise yahan, yeh dikhlane de
Kisi ki nighaahon ke, halke se ishare se
Duniya jhukti hai yeah

Main hoon woh main hoon
Maan le jo keh doon
Tera jo gammand hai
Saara main nikalun
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Mujko haraane, dum hai to aaja

Khatre ki parwah tu kar nahin
Marne se pehle tu darr ke mar nahin
Jeena hai to chun le
Kehti jo hoon main sun le
Duniya jhukti hai yeah….

Koi deewane, Tuna jo yeh na maane
Lagta hai mujhko, dushman jaane
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Ladne ladaane, yeah.. yeah…
Dum hai to aaja

Main hoon toofani, duniya ki rani
Tu kya rokega, meri mannmaani
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Mujhse takraane, hey dum hai to aaja
Dum hai to aaja, dum hai to aaja
Mujko haraane, dum hai to aaja…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply