Dilkash Dildaar Duniya by Shaan (2010)

0 views

Tere bagair tadpa karein
Tere bagair sapne rootha karein
Maana ke hai duniya haseen
Tere bagair duniya hum kya karein
Dilkash dildaar duniya, tera dedaar duniya
Hum jo na paaye tujhko, toh hai bekaar duniya

Tere bagair beraunaki
Tere bagair khushiyan, hum kya karein
Mausam sabhi hain dard ke
Tere bagair aur yeh tanha karein
Dilkash dildaar duniya, tera dedaar duniya
Hum jo na paaye tujhko, toh hai bekaar duniya
Dilkash dildaar duniya, tera dedaar duniya
Hum jo na paaye tujhko, toh hai bekaar duniya

Dhoop pheeki lagey, din udaasi bhara
Shaam roothi lagey, haal yeh ho gaya
Jaagte hum rahein, karwaton se kahein
Khwaab hi woh koi dhoond laaye naya

Neendein meri bhaagi hui
Tere bagair raatein ab kya karein
O bekhabar, o bekadar
Tere bagair har pal bikhra karein
Dilkash dildaar duniya, tera dedaar duniya
Hum jo na paaye tujhko, toh hai bekaar duniya
Dilkash dildaar duniya, tera dedaar duniya
Hum jo na paaye tujhko, toh hai bekaar duniya

Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply