Darbadar by Divya Kumar (2013)

3 views

Dil mein darare..
Dil mein darare.. Ho o..
Dil mein darare hi darare hain
Dil mein kayi hain darare..

Yaadein teri hain daraare
Toote jo tinka toh hawa ka aasra
Toota sitara toh duaa ka aasra
Dil toot jaaye toh woh jaaye kahaan

Darbadar hai, darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi
Darbadar ki manzil

Darbadar hai, darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi
Darbadar ki manzil

Saa ni..
Ga ma ga ma ga ma dha paa da ma ga re sa
Sa ni re sa ga re sa ni dha ni
Sa ni re sa ga re sa ni dha ni
Sa ni re sa ga re sa ni dha ni re..

Hain adhoore sire jo
Woh khule hi rahe toh
Tumse hi the yehi maan ke hum chale toh
Ye jo thoda shikwa hai
Tera mera gila hai, gar hota nahi
Chahe lage ya na lage
Dil tootne ka darr hota nahi
Socha hai pahle bhi kitna par hota nahi

Darbadar hai, darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi
Darbadar ki manzil

Darbadar hai, darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi
Darbadar ki manzil

Sa ni re sa ga re sa ni dha ni
Sa ni re sa ga re sa ni dha ni
Sa ga ma…
Sa ni re sa ga re sa ni dha ni
Sa ni re sa ga re sa ni dha ni
Sa ni re sa ga re sa ni dha ni
Sa ni re sa ga re sa ni dha ni…

Darbadar hai, darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi
Darbadar ki manzil

Sa ni dha pa ga pa dha ni
Darbadar hai, darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar hai, ye dil
Maulaaa..
Darbadar ka humsafar na koi
Darbadar ki manzil
Maula aa…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply