Chal Halke Halke by Sunidhi Chauhan (2010)

3 views

–Male1–
Aray Peeli Chotiyaan,
Hawaeyn Sehen Si
Maahtaab Nazrain Teri,
Ya Khuda Ab Kya Karain

–Female–
Aankhain Meri Khargoshi
Honton Mein Hai Madhoshi
Chaand Ki Chudhi Meri Hai
O O Maarungi Main Do Choti
Ro Doongi Jhooti Mooti
Baadal Yeh Mere Peeche Hai
Sun Jharne, Tu Seedhe Kiyun Girey Hai
Tu Aaj Chal, Tu Mere Jaisa Ulta Chal
–Male1 And Male2–
Chal Halke Halke Ladhki Tu,
Itni Kya Jaldi Hai
Sab Ko Yeh Hawa Batlaati Thi,
Tu Ghar Se Nikalti Hai

–Female–
Main Raaton Se Jhagadh Loongi
Uchal Ke Chaand Ko Pakadh Loongi
Main Gir Gir Ke Sambhal Loongi
Main Saat Rangon Ko Badal Doongi
Cheezain Meri Lekhe Tu
Kyun Phir Se Nikalta Hai Paagal
–Male1 And Male2–
Chal Halke Halke Ladhki Tu,
Itni Kya Jaldi Hai
Sab Ko Yeh Hawa Batlaati Thi,
Tu Ghar Se Nikalti Hai

–Female–
Main Titlee Ki Saheli Hoon
Main Zulfon Mein Lipti Paheli Hoon
Baraf Ki Taraf Hai Ghar Mera
Odh Le Dhoop Woh Peeli Hoon
Sooraj Mere Chaaon
Le Kar Kiyun Doobta Hai Paagal
–Male1 And Male2–
Chal Halke Halke Ladhki Tu,
Itni Kya Jaldi Hai
Sab Ko Yeh Hawa Batlaati Thi,
Tu Ghar Se Nikalti Hai

–Female–
Aankhain Meri Khargoshi
Honton Mein Hai Madhoshi
Chaand Ki Chudhi Meri Hai
O O Maarungi Main Do Choti
Ro Doongi Jhooti Mooti
Baadal Yeh Mere Peeche Hai
Sun Jharne, Tu Seedhe Kiyun Girey Hai
Tu Aaj Chal, Tu Mere Jaisa Ulta Chal
–Male1 And Male2–
Chal Halke Halke Ladhki Tu,
Itni Kya Jaldi Hai
Sab Ko Yeh Hawa Batlaati Thi,
Tu Ghar Se Nikalti Hai


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply