Bachke O Bachke by Shankar Mahadevan (2009)

0 views

Jhoota hai sazza yeh
Bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh
Har pal har pal sab ki khabar hai
Jhoota hai sazza yeh
Bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh
Bachke o bachke o bachke o bachke

Bachke o bachke tujhpe nazar hai
Humko toh humko sabki khabar hai
Milte milte chaaro taraf hum rang jama denge
Bachke o bachke tujhpe nazar hai
Humko toh humko sabki khabar hai
Milte milte chaaro taraf hum rang jama denge

Are bachke o bachke tujhpe nazar hai
Humko toh humko sabki khabar hai
Milte milte chaaro taraf hum rang jama denge
Bachke o bachke tujhpe nazar hai
Humko toh humko sabki khabar hai
Milte milte chaaro taraf hum rang jama denge
Puranaa taroon ka ye tarana
Humne janaa hai jaana
Honi to honi hai tu rok ke dikha

Arrey chalo chalo chakar apna rang jamaa
Aey laga laga takkar humse rang jamaa
Hey chala chala chakkar apna rang jamaa
Aey laga laga takkar humse rang jamaa jamaa

Jhoota hai sazza yeh
O bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh
O bachke o bachke o tujhpe nazar hai

Hashar ki ghadi hai ruki ye padhi hai
Jane kyun dari hai batana
Haan jaadu ki chadi hai, lahu se jadi hai
Kahan woh padi hai batana
Hey na kaho thumkara, chalta hua woh hai taara
Kaabse mein hoga saara, tu rok ke dikha
Hey na kaho thumkara, chalta hua woh hai taara
Kaabse mein hoga saara, tu rok ke dikha

Chalo chalo chakar apna rang jamaa
Arey laga laga takkar humse rang jamaa
Hey chala chala chakar apna rang jamaa
Hey hey laga laga takkar humse rang jamaa jamaa

Jhoota hai sazza yeh
O bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh
O bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh
O bachke o bachke o bachke

Zehar ka juaa hai, kehar ka dhua hai
Tehar sa gaya hai zamaana
Bichhu woh dassega, pichhu se hassega
Kabar mein dhasega zamana
Main jaal yehi bunta hoon
Main chaal yehi chunta hai
Main maut yehi sunta hoon
Tu rok ke dikha

Main jaal yehi bunta hoon
Main chaal yehi chunta hai
Main maut yehi sunta hoon
Tu rok ke dikha

Chalo chalo chakar apna rang jamaa
Hey laga laga takkar humse rang jamaa
Hey chala chala chakkar apna rang jamaa
Hey laga laga takkar humse rang jamaa jamaa

Bachke o bachke tujhpe nazar hai
Humko toh humko sabki khabar hai
Milte milte chaaro taraf hum rang jama denge
Puranaa taroon ka ye tarana
Humne janaa hai jaana
Honi to honi hai tu rok ke dikha

Arrey chalo chalo chakar apna rang jamaa
Aey laga laga takkar humse rang jamaa
Hey chala chala chakar apna rang jamaa
Aey laga laga takkar humse rang jamaa jamaa

Jhoota hai sazza yeh
O bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh
Har pal har pal ki khabar hai
Jhoota hai sazza yeh
O bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh
O bachke o bachke o bachke…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply