Babaji Ka Thullu by Wajid (2015)

5 views

Aaj batan doon khulke main dear
Pyaar ye mera koi dhons nahi hai

Kab tak kaatun teri galiyon ke chakkar
Ab tak koyi response nahi hai
Din bhar, ho din bhar
O din bhar tere piche dodun kutte ki tarah
O raat bhar main sadun, jaise chhat par ullu
O tere pyaar mein mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu

Oo tere pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
Oo iss pyaar mein mujhko kya milaa
Babaji ka thullu..
O babaji ka thullu, babaji ka thullu..
Babaji ka thullu, babaji ka thullu..
O iss pyaar mein O mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..

Mere phone message ka na kare koi reply
Shayad side mein betha hoga chota wala bhai
Maine saari kamayi tere upar lutaayi
Mere mummy daddy ne bhi meri waat lagaayi
Main toh cheekh cheekh bolun tujhe pyar karun
Tu toh ho gayi hai behri, tujhe deta nahi sunaai

Dil ye hamaara shaitan bahut hai
Darling tu bhi beimaan bahut hai
Dekh tere cheeks pe laali
Apni neeyat bhi badal gayi saali
Naam ke tere main ratta maarun
Bhajan karun ya karun main qawwali
O hi hello..
Hi hello tu to karti hai ghairon ke sang
Hum toh pakde khade teri saari ka pallu

O tere pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
Oo tere pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
O iss pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..

Love ke aage main lachaar ho gaya
Pyaar nahi mujhko bukhaar ho gaya
Tu jo bulaave coffee date pe
Hum toh pahunche India Gate pe
Hum jo bulaave betho in my car
Na aati, tu banaati hai bahaane hajar
O din bhar, o din bhar
O din bhar tere piche dodun tattu ki tarah
Ho Banares ya Delhi Manali ho ya Kullu

O tere pyaar mein mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..
O tere pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
O iss pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..

O babaji ka thullu, babaji ka thullu..
Babaji ka thullu, babaji ka thullu..
Iss pyaar mein O mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..
O tere pyaar mein mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply