Yaariyan ve yaariyan
Yaariyan ve yaariyan ve
Yaariyan..
Dil mera hain nasamajh kitna
Besabar yeh bewkuf badaa
Chahta kitna tujhe
Khud magar nahi jaan saka
Iss dard-e-dil ki sifarish
Abb karde koi yahaan
Ki mil jaaye isse woh baarish
Jo bhigaa de puri tarah
Iss dard-e-dil ki sifarish
Abb karde koi yahaan
Ki mil jaaye isse woh baarish
Jo bhigaa de puri tarah
Yaariyan ve yaariyan..
Kya huaa asar
Tere saath reh kar naa jaane
Ki hosh mujhe na raha
Lafz mere the zubaan pe aake ruke
Par ho na sake woh baiyaan
Dhadkan tera hi jo naam ke
Aankhein bhi paigaam ye de
Teri nazar ka hi yeh asar hain
Mujh pe jo hua..
Iss dard-e-dil ki sifarish
Abb karde koi yahaan
Ki mil jaaye isse woh baarish
Jo bhigaa de puri tarah
Iss dard-e-dil ki sifarish
Abb karde koi yahaan
Ki mil jaaye isse woh baarish
Jo bhigaa de puri tarah
Tu jo mila toh zindagi hain badli
Main poora naya ho gaya
Hain be-asar duniya ki baatein badi
Abb teri sunu main sadaa
Milne ko tujhse bahane karun
Tu muskuraaye wajah main banun
Roz bitaana saath main tere
Saara din mera
/
Iss dard-e-dil ki sifarish
Abb karde koi yahaan
Ki mil jaaye isse woh baarish
Jo bhigaa de puri tarah
Iss dard-e-dil ki sifarish
Abb karde koi yahaan
Ki mil jaaye isse woh baarish
Jo bhigaa de puri tarah
Yaariyan..
Iss dard-e-dil ki sifarish
Abb karde koi yahaan
Ki mil jaaye isse woh baarish
Jo bhigaade puri tarah
Iss dard-e-dil ki sifarish
Abb karde koi yahaan
Ki mil jaaye isse woh baarish
Jo bhigaade puri tarah
Yaariyan…
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.