Aur Ho by Mohit Chauhan (2011)

2 views

Meri bebasi ka bayaan hai,
Bas chal raha na iss ghadi
Meri bebasi ka bayaan hai,
Bas chal raha na iss ghadi

Ras hasrat ka nichod doon
Kas baahon mein aa tod doon
Chahoon kya jaanu naa
Chheen loon chhod doon
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe kya kar jaaun

Iss lamhe ko kar doon main
Jo mujhe chain mile aaraam mile

Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe
Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye

Tujhe pehli baar main milta hoon har dafaa
Meri bebasi ka bayaan hai
Tujhe chhen loon ya chhod doon
Tujhe maang loon ya mod doon
Iss lamhe kya kar jaaun

Iss lamhe kya kar doon
Jo mujhe chain mile aaram mile

Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe
Aur ho aur ho aur mile hum aur bhi jal jaaye

Main hasrat mein ek uljhi dor hua
Suljha de ho ho..
Main dastak hoon tu bandh kiwaado sa
Khul ja re ho ho..

O bebasi mann mein basi
Aa jeete jeete jee le sapna

Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe
Aur ho aur ho aur mile hum aur bhi jal jaaye

Ruke se naa ruke, Yeh naa thake
Aandhi si jo chale, inn saanson ki
Pata bhi naa chale, kahaan pe kya jale
Hai darr se, tan man ki,
Sihran se, hasrat ki sulgan se
Bhadke aur

Shola shola jale bujhe dhuaan dhuaan oh
Dhuaan dhuaan lagey mujhe dhuaan dhuaan ho

Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply