Aaja Meri Jaan by Mauly Dave (2013)

38 views

Ho o o.. Aaja, aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhein hai meri kasam
Le jaaye jaan meri yeh dooriyaan

Aajaaa aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhein hai meri kasam
Le jaaye jaan meri yeh dooriyaan

Tumne kaha tha saat phere
Saath tere le loon abhi
Aankhon mein meri aaj phir yun
Aa gaye kyun aansoo abhi
Bolo, bolo zara tumhe
Dhoondha hi tha ke nahi
Tu hai jahaan main wahin
Phir kyun abtak yun hain yeh dooriyaan

Jagmaga raha raaton ka samaa
Jilmila raha raaton ka samaa
Taaron se saja raaton ka samaa
Kehne lagaaa

Aajaaa aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhein hai meri kasam
Le jaaye jaan meri yeh dooriyaan

Tarsa ho koyi yeh suna tha
Magar hum sa tarsa nahi
Milon chale phir humne jaana
Koi thikana ghar sa nahi..

Mud ke, mud ke baahein meri
Pukaare baahon ko teri
Chali main raahon ko teri
Lag ja seene se kaisi yeh dooriyaan

Manzilein kahaan, raaste kahaan?
Kise hai fikar jaayenege kahaan?
Kise hai pata le chalo jahaan
Dil hai rawaan

Aajaaa aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhein hai meri kasam
Le jaaye jaan meri yeh dooriyaan…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply