Gulon Mein Rang by Riz Ali and Nishard M

Riz & Nishard M – Gulon Mein

84 views

Description

This is a remake of the beautiful classic Gulon Mein Rang which signifies the beauty of love. Thank you to Nishard M for sharing his crossover talent on this track.

Word Meanings = gulon: flowers, baad-e-naubahaar: breeze of new spring, gulshan: garden, qafas:cage/prision, sabaa: gentle breeze, bahr-e-Khuda: Khuda ke liye, zikr-e-yaar: mehboob ka zikr, shab-e-hijraan: the night of separation, aaqibat: end / future life.

Produced By Rishi MahatoMixed and Mastered in Maha Productions
Harmonies by Nishard M

ORGINAL CREDITS
Music: Sandesh Shandilya
Lyrics: Neelesh Misra
Label: Big Music
Singer: K.K

IG :rizz.music
Facebook : Rizaan Ali

Lyrics

Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Dard ka rishta o.. o.. o.. mm..

Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Yeh dil ghareeb sahi
Tumhaare naam pe aayenge
Gham gusaar chale hmm..

Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale

Chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale

Hmm..
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho
Kahin to bahr-e-Khuda aaj zikar-e-yaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale

Jo humpe guzri so guzri
Magar sab-e-hijraan
Jo humpe guzri so guzri
Magar sab-e-hijraan
Humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale

Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale

Download

  1. Song

Listen

Comments

Leave a Reply